Posts

Showing posts from September, 2019

ILM Haasil Karna Har Momin Mard Wa Aurat Pe Farz Hai

Image
Image
Hmari Kuch Galtiya Jo Hum Roz Kartey Hai

Allah K Liye Kuch Bhi Impossible Nahi Hai

Image

Aaj Ki Hadees

Image
Al-Quran: Badi kharaabi hai aise shakhs ke liye, jo peeth pichhe dusron par Aib lagaane waala  Roman Urdu ۞ Badi kharaabi hai aise shakhs ke liye, jo peeth pichhe dusron par Aib lagaane waala (aur) munh par taana dene ka aadi ho.”   Quran; Al-Humaza 104:1 हिंदी ۞ बडी खराबी है एसे शख्स के लिये, जो पीठ पीछे दूसरों पर एब लगाने वाला (और) मुंह पर ताना देने का आदी हो|   अल-कुरान; सुरह हुमजा १०४:१ English  Woe to him who is addicted to backbiting and taunting people.”   Quran; Al-Humaza 104:1

Aaj Ki Hadees

Image
Al-Quran: Jo Zakaat tum Allah ki khushnoodi haasil karne ke iraade se dete ho  ۞ Roman Urdu   Jo Zakaat tum Allah ki khushnoodi haasil karne ke iraade se dete ho, to jo log bhi aisa karte hain, woh (apne maal ko) kayi guna badha lete hain..   Quran; Ar-Rum 30:39  हिन्दी  ۞ जो ज़कात तुम अल्लाह की खूशनूदी हासिल करने के इरादे से देते हो, तो जो लोग भी ऐसा करते हैं, वह (अपने माल को) कई गुना बढा लेते हैं।”   अल-कुरान; सुरह अर-रूम ३०:३९ English  ۞ When you give Zakaat (Charity) seeking Allah’s pleasure and whoever does the same. They find their wealth increased Manifold.”   Quran; Ar-Rum 30:39

Hasad sirf Do Baaton Me Jayaz Hai

Hasad Sirf Do Baaton Me Jayaz.. Mafhoom-e-Hadees:  Abdullah Bin Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallahu (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Hasad Sirf Do Baato Me Jayaz Hai,..” (1). (Ek) Tou Uss Shakhs Ke Baare Me JiseY Allah Ta’ala Ne Doulat Di Ho Aur Wo Uss Doulat Ko Raah-e-Haq Me Kharch Kare,… Aur, (2). (Dusra) Uss Shakhs Ke Baare Me Jise Allah Ta’ala Ne Hikmat Di Ho Aur Wo Uskey Jariye Faisley Karta Ho Aur Logo Ko Uski Taalim Deta Ho”. –  (Sahih Bukhari, Ilm Ka Bayan, 73) # Sabaq : Lihaza Iss Tarha Ke Hasad Karna jayaz Hai Ke Kisi Ne Allah Ki Dee Hui Doulat Allah Hi Ki Raah Me Khuloosiyat Se Takseem Kardi Jo Ke Ham Bhi Karna Chahenge. – Thik Usi Tarha Ke Koi Allah Ta’ala Ki Ata Ki Hui Neymato Ke Sabab Logon Me Insaf Se Faisle Karta Ho Aur Neki Ki Taraf Bhalayi Ka Huqm Deta Ho Tou Aise Baato Par Bhi Hasad Karna Jayaz Hai.