Posts

ILM CHHUPANE WALE KA ANJAM

Image
 

MAIYAT KO GHUSL DENE KA TARIQA

Image
MAIYAT GHUSL DENE KA TARIQA Ghusl e Maiyat k 7 Marahil  1 👉 istinja Karana ( Istinja Karwane Wala Apne Hath Pe Kapra Lapet Ley)  2 👉 Wuzu Karana { Isme Kulli Wa Naak Me Pani Dalna Nahi Lihaza Rui (Cotton) Bhigo Kar Danto, Masudho, Honto Aur Nathno Pe Phere Phir 3 Bar Chehra (Face) Aur 3 Bar Kohniyo Samet Dono Hath Dhulaye, Ek Bar Pure Sar Ka Masah Karein Aur 3 Bar Pair Dhulaye 3 👉 Dadhi Aur Sar Ka Baal Dhona 4 👉 Maiyat Ko Ulti (Left) Karwat Par Leta Kar Seedhi (Right) Karwat Dhona  5 👉 Maiyat Ko Seedhi (Right) Karwat Par Leta Kar Ulti (Left) Karwat Dhona 6 👉 Peeth Se Sahara Dete Hue Halka Bitha Kar Narmi Se Pet K Neechle Hisse Par Hath Pherna (Satra K Maqam Par Na Nazar Kar Sakte Hai Na Beghair Kaprey K Chhhu Sakte Hai ) 7 👉 Sar Se Paun Tak Kafoor Ka Pani Bahana  

GHUSL KA SAHI TARIQA

Image
  Agar kisi ko khwab mein gandagi nikal jaati hai (wet dream), ya haath se koi gandagi nikaal deta hai – masturbate (haath se nikalna gunah hai), ya miya-biwi saath  humbistari karte hain, ya ladki periods  (menstrual) ho jaati hai to uske baad wo na-paak ho jaate hain, iske liye ghusl karna zaruri ho jata hai. Naa-paak hone ke baad insan na namaz padh sakte hain na Quran sharif ko haath laga sakta hain, isliye na-paak hone ke baad ghusl karna (nahana) zaruri hai, ghusl jitni jaldi kar lo utna accha hai. Ghusl sirf saade nahane ko nahi kahte balki ghusl ka ek khaas tarika hota hai. Ghusl sunnat tariqe se bhi ho jaata hai aur agar sirf uske farz bhi pure kar liye to ghusl ho jayega, Mujhe jo aasan tarika laga mein wo bata raha hu. Sabse pahle dil mein niyat kar lijiye ki mein naa-paaki ko door karne ke liye ghusl kar raha hu (lafz muh se kehna zaruri nahi dil mein irada kar lena kaafi hai). Ab apne badan ki wo jagah dho lijiye jaha gandagi lagi hai, phir jese wuzu karte hain, pura wuzu

ज़कात के मसाइल ज़कात के मानी

Image
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمنِ الرَّحِيْم اَلْحَمْدُ لِلّهِ رَبِّ الْعَالَمِيْن،وَالصَّلاۃ وَالسَّلامُ عَلَی النَّبِیِّ الْکَرِيم وَعَلیٰ آله وَاَصْحَابه اَجْمَعِيْن۔ ज़कात के मसाइल ज़कात के मानी  ज़कात के मानी पाकीज़गी, बढ़ौतरी और बरकत के हैं। अल्लाह तआला ने इरशाद फरमाया “उनके माल से ज़कात लो ताकि उनको पाक करे और बाबरकत करे उसकी वजह से और दुआ दे उनको।” (सूरह तौबा 103) शरई इस्तेलाह में माल के उस खास हिस्से को ज़कात कहते हैं जिसको अल्लाह तआला के हुकुम के मुताबिक़ फकीरों, मोहताजों वगैरह को देकर उन्हें मालिक बना दिया जाए। ज़कात का हुकुम ज़कात देना फर्ज़ है, क़ुरान करीम की आयात और हुज़ूर अकरम सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम के इरशादात से इसकी फर्ज़ियत साबित है। जो शख्स ज़कात के फर्ज़ होने का इंकार करे वह काफिर है। ज़कात की फर्ज़ियत कब हुई ज़कात की फर्ज़ियत इब्तिदाए इस्लाम में ही मक्का के अंदर नाज़िल हो चुकी थी जैसा कि इमाम तफसीर इब्ने कसीर ने सूरह मुज़्ज़म्मिल की आयत से इस्तिदलाल फरमाया है। क्योंकि यह सूरत मक्की है और बिल्कुल इब्तिदाए वही के ज़माने की सूरतों में से है, अलबत्ता अहादीस से मालूम

साइंस की रिसर्च की रोशनी में तिलावते क़ुरआन के फायदे The Scientific Bene...

Image

Surah Baqara Ayat 4 to 6 Tilawat, Tarjama, Tafseer Sune Aur dusre Ko Su...

Image