Hazrat jaabir Raziallahu Anhu se riwaayat hai ki RasoolAllah SALLALLAHU ALAIHAY WASALLAM ne farmaya, Jis shakhs ko hadiya tohfa diya jaye to agar uske pas badle m dene k lea kch maujood ho to wo use dede, Aur jiske pas badle m tohfa dene k lea kch na ho to wo (Bataur sukriya ke ) uski tariff kre, Uske haq m dua-E-khair khe. Jis ne aisa kiya us ne sukriya ka haq ada kr diya Jis ne aisa nh kiya Aur ehsaan k mamle ko chupaya to usne Na shukri ki.
Abu Dawood -4813

Comments

Popular posts from this blog

GHUSL KA SAHI TARIQA

MAIYAT KO GHUSL DENE KA TARIQA