Angrezi new year manana aur wish karna ye dono haram hai....Aaj musalman is bimari me mubtila hai ise Islam k naye sal ka pata nahi hota lkn ye
Musalman angrezi new year badi dhoom se manate hai (Astagfirullah ) ...Aisa karne wale Musalman k liye sakht wayidhai aise musalman ko ALLAH uske pyare
RASOOL (sallallaho alaihe wasallam) pasand nhi karte...
Sunan Abu-Dawood Hadith 4020 ...Abdullah ibn
Umar riwayat karte hai ALLAH k NABI (sallallaho alaihe wasallam) ne irshad frmaya jo
jis qaum ki chezon ko apnayega wo usi mese hai....
Yahan musalman gaur kare ye 
Happy new wish karna ya manana kis Qaum ka tarika hai issayiyon ka hai agar hum inpe amal karenge to hamara ashar kya hoga..kal Qayamat hume in kafiron k sat uthaya jayega .ALLAHUAKBAR
 Tirmidhi Hadith 4649
Abdullah ibn Amr ibn al-'As se riwayat hi SARKARE MADINA ne farmaya jo shaks gair kaum ki amal ko ikhtiyar karega wo hum me se nahi hai "’
ALLAH Quran me irshad farmata hai ...
Waman yabtaghi ghayra alisla mi deenan falan yuqbala minhu wahuwa fee ala khirati
mina alkha sireena (Tarjuma )
agar koi islam k alawa dusre mazhab ko pasand karta hai to use qubool nhi kiya jayega aur wo kal Qyamat me unhi mazhabk logon k sat uska ashar hoga jo kafir hai ...
Pyare Islami dosto ye angrezi new year wish krna ya manana hamara tarika nhi hi.....aisa amal na karo jisse ALLAH aur uske RASOOL humse naraz hojaye ..... Ye angrezi cheezen chodke hum apne islami tariqe ko apna le....InshaAllah sab Islami dosto ye niyat karle is bar koi new

Comments

Popular posts from this blog

GHUSL KA SAHI TARIQA

MAIYAT KO GHUSL DENE KA TARIQA