Posts

GHUSL KA SAHI TARIQA

Image
  Agar kisi ko khwab mein gandagi nikal jaati hai (wet dream), ya haath se koi gandagi nikaal deta hai – masturbate (haath se nikalna gunah hai), ya miya-biwi saath  humbistari karte hain, ya ladki periods  (menstrual) ho jaati hai to uske baad wo na-paak ho jaate hain, iske liye ghusl karna zaruri ho jata hai. Naa-paak hone ke baad insan na namaz padh sakte hain na Quran sharif ko haath laga sakta hain, isliye na-paak hone ke baad ghusl karna (nahana) zaruri hai, ghusl jitni jaldi kar lo utna accha hai. Ghusl sirf saade nahane ko nahi kahte balki ghusl ka ek khaas tarika hota hai. Ghusl sunnat tariqe se bhi ho jaata hai aur agar sirf uske farz bhi pure kar liye to ghusl ho jayega, Mujhe jo aasan tarika laga mein wo bata raha hu. Sabse pahle dil mein niyat kar lijiye ki mein naa-paaki ko door karne ke liye ghusl kar raha hu (lafz muh se kehna zaruri nahi dil mein irada kar lena kaafi hai). Ab apne badan ki wo jagah dho lijiye jaha gandagi lagi hai, phir jese wuzu karte ha...

ज़कात के मसाइल ज़कात के मानी

Image
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمنِ الرَّحِيْم اَلْحَمْدُ لِلّهِ رَبِّ الْعَالَمِيْن،وَالصَّلاۃ وَالسَّلامُ عَلَی النَّبِیِّ الْکَرِيم وَعَلیٰ آله وَاَصْحَابه اَجْمَعِيْن۔ ज़कात के मसाइल ज़कात के मानी  ज़कात के मानी पाकीज़गी, बढ़ौतरी और बरकत के हैं। अल्लाह तआला ने इरशाद फरमाया “उनके माल से ज़कात लो ताकि उनको पाक करे और बाबरकत करे उसकी वजह से और दुआ दे उनको।” (सूरह तौबा 103) शरई इस्तेलाह में माल के उस खास हिस्से को ज़कात कहते हैं जिसको अल्लाह तआला के हुकुम के मुताबिक़ फकीरों, मोहताजों वगैरह को देकर उन्हें मालिक बना दिया जाए। ज़कात का हुकुम ज़कात देना फर्ज़ है, क़ुरान करीम की आयात और हुज़ूर अकरम सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम के इरशादात से इसकी फर्ज़ियत साबित है। जो शख्स ज़कात के फर्ज़ होने का इंकार करे वह काफिर है। ज़कात की फर्ज़ियत कब हुई ज़कात की फर्ज़ियत इब्तिदाए इस्लाम में ही मक्का के अंदर नाज़िल हो चुकी थी जैसा कि इमाम तफसीर इब्ने कसीर ने सूरह मुज़्ज़म्मिल की आयत से इस्तिदलाल फरमाया है। क्योंकि यह सूरत मक्की है और बिल्कुल इब्तिदाए वही के ज़माने की सूरतों में से है, अलबत्ता अहादीस से म...

साइंस की रिसर्च की रोशनी में तिलावते क़ुरआन के फायदे The Scientific Bene...

Image

Surah Baqara Ayat 4 to 6 Tilawat, Tarjama, Tafseer Sune Aur dusre Ko Su...

Image

ROZEDAAR KE LIYE DO KHUSHIYAAN

Image
RASOOLULLAH SALLALLAHU ALAYHE WASALLAM NE IRSHAAD FARMAYA: Rozedaar ke liye do khushiyaan hasil hoti hai,  Ek us waqt jab wo iftaar karta hai to khushi mehsoos krta haI Aur dusra jab wo apni Rab se mulakaat krega to roze ka shwaab dekh kar khus ho jayega.  (SHAHI BUKHARI SHAREEF)

BUKHARI SHAREEF-6981

Image
Allah ke Rasool SALLALLAHU ALAYHE WASALLAM ne irshaad farmaya:Jannat ke ek darwaja hai jise Rayaan kehte hai. Us darwaje se kayaamat ke din Rozadaar hi daakhil honge.

Surah Baqara Aayat No 1 to 3...Quran ki sirf 3 Aayat Tarjuma K Sath Sune...

Image

Jo shakhs Subah Aur Sham Madjid Jata Hai

Image
Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu 'anhu se riwaayat hai ke RasoolAllah  ﷺ ne irshaad farmaya: Jo shakhs subah aur shaam masjid jaata hai Allah Ta'ala uske liye jannat mein mehmaani ka intezaam farmaate hain jitni martaba subah ya shaam masjid jaata hai utni hi martaba Allah Ta'ala uske liye mehmaani ka intezaam farmaate hain.  (Bukhari: 662)

SALATUL TASBEEH NAMAZ KI FAZILAT AUR PADHNE KA TARIQA

Image
SALATUL TASBEEH KI FAZILAT O TARIQA HUZOOR E AKRAM ﷺ ne apne chacha hazrat abbas رضي الله عنه ko is namaz ki targheeb farmayi, is namaz k padhne se ALLAH TA’ALA padhne waley k agley pichle, naye puraney, ghalti se aur jaan boojh kar kiye huye chote badey aur zahiri aur poshida sab gunah bakshdega Aur HUZOOR E AKRAM ﷺ ne inhey farmaya k agar har roz ek baar padh sakey to har roz padhle aur agar har roz nahi padh sakey to har jumu’a me ek martaba padhle aur agar har jumu’a me bhi na padh sakey to har mahine me ek baar padhley aur agar ye bhi na kar sakey to har saal me ek martaba padhley aur agar ye bhi na kar sakey to tamaam umr me ek dafa padhley. (ABU DAWOOD, IBNE HAKI, IBNE MAAJA) TARIQA: Is namaz ki tasbeeh, سبحان الله والحمدلله ولااله الاالله والله اكبر. Chaar rakaat salatul tasbeeh ki niyaat se chaar rakaat ek salaam se padhey. Sana padhne k baad اعوذ بالله من الشیطان الرجیم aur بسم الله الرحمن الرحيم se pehle 15 martaba tasbeeh padhey (jo upar di gayi hai)...

Jannat Ka Anokha Darakht (Hindi)

Image
Click Here To Download