Ek Musalman Ke Dusre Musalman Par Kitne Haq Hain❓

Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu se riwayat hai ke Maine Rasullulah ﷺ ko ye irshad farmate hue suna: Ek Musalman ke dusre musalman par paanch haq hain: Salaam ka jawaab dena, beemar ki iyaadat karna, janaze ke saath jaana, dawat qubool karna aur chheenk ne waale ke jawab mein "Yarhamukallah" kehna. 
(Bukhari: 1240)

Comments

Popular posts from this blog

GHUSL KA SAHI TARIQA

MAIYAT KO GHUSL DENE KA TARIQA