Gunahgaar Ki Neymat Dekh Kar Rask Na Karo Kyuki.. ❓

Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai:
❝Jab Tu Dekhe ke Allah Ta'ala kisi Gunehgaar ko uske Gunaaho ke Bawajood uski chahat par Duniya ki Cheezein de raha hai, tou ye Allah Ta'ala ki taraf se Dheel hai.❞

📕 Musnade Ahmad

Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:
❝Tum kisi Gunehgaar ko Neymaton me dekh kar Ispar Rashk na karo, Tumhe maloom nahi Mout ke baad iske saath kya hone wala hai.❞

📕 Tibrani Sharif

Comments

Popular posts from this blog

GHUSL KA SAHI TARIQA

MAIYAT KO GHUSL DENE KA TARIQA